Showing posts with label Sunidhi Chauhan. Show all posts
Showing posts with label Sunidhi Chauhan. Show all posts

Lyric Zindagi - Final Cut of Director (2016)

Zindagi Lyrics from Final Cut of Director (2016) Movie

This first song from Final Cut of Director (2016) Hindi film is composed by Monty Sharma, sung by Sunidhi Chauhan and the lyrics are written by Sameer starring Nana Patekar, Kajal Aggarwal, Rukmini Vijayakumar, Arjun Sarja. All rights reserved by Zee Music Company.



Singer - Sunidhi Chauhan
Music - Monty Sharma
Lyrics - Sameer

Zindagi Lyrics

Zindagi dard ka sehera hi nahi
Zindagi kushiyon ka dariya bhi hai
Zindagi ko kareeb se dekho
Zindagi pyar ka jalsa bhi hai

Ek pal hai gum ka, Ek pal kushi ka
Har ghadi badal ta, rang zindagi ka
Ek pal hai gum ka, Ek pal kushi ka
Har ghadi badal ta, rang zindagi ka

muskura ke aansuon ko pee le

jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le (X2)

Ek pal hai gum ka, Ek pal kushi ka
Har ghadi badal ta, rang zindagi ka

muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le

khilti hai kaliyan bhi kanton main palke
milti hain manzil bhi kadmon se chal ke
khilti hai kaliyan bhi kanton main palke
milti hain manzil bhi kadmon se chal ke

dard ki panahon main hi rehta hai sukoon
muskilon ko aasaan krdega teri junoon

muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le

jata hai andhera tab aati roshni
ek naya savera hai lati roshni
jata hai andhera tab aati roshni
ek naya savera hai lati roshni

chand ke maathe par bhi halka daag hai
aaftaab ke seene jalti aag hai

muskura ke aansuon ko pee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le
jee le jee le har lamha jee le (X2)


Baca selengkapnya

Lyric Tum Tum Tum Ho - Arijit Singh Feat Sunidhi Chauhan

Tum Tum Tum Ho Lyrics from Fuddu (2016) Movie

This Arijit Singh's latest romantic duet song with Sunidhi Chauhan from Hindi film Fuddu (2016) song is composed by Rana Mazumder and the lyrics are written by Panchhi ft. Shubham and Swati Kapoor in lead roles. Music rights reserved by Zee Music Company.



Singer - Arijit Singh, Sunidhi Chauhan
Music - Rana Mazumder
Lyrics - Panchhi

Tum Tum Tum Ho Lyrics

Yeh hosh kho jaane de na abhi
Khud mein mujhko jeene de zara zara (x2)

Tum tum tum ho raatein meri
Tum hi toh ho meri subah (x2)

Phoolon ki zubaan tu
Khushboo ka jahaan
Tu mila toh mila
Dil ko karaar

Aankhon ne kahi hai
Baatein jo abhi
Tum suno bas wohi dil ki pukaar

Tum tum tum ho raatein meri
Tum hi toh ho meri subah (x2)

Seene mein khili hai
Jeene ki kali
Rang tere ab isey de ke nikhaar

Tera hi rahaa hai
Saanson mein nashaa
Hai tera bas teraa
Mujh mein khumaar

Tum tum tum ho raatein meri
Tum hi toh ho meri subah (x2)


Baca selengkapnya

Darkhaast Lyrics - Shivaay (2016) - Arijit Singh | Lyricsman

Darkhaast Lyrics from Shivaay (2016) Movie

Here comes the second track of the upcoming bolllywood film Shivaay (2016). This romantic song is composed by legendary music composer Mithoon (who have composed songs like Jee Huzuri and Sanam Re, Tum Hi Ho etc), sung in lovely voice by Arijit Singh (who recently sung Ae Dil Hai Mushkil), Sunidhi Chauhan and the lyrics are written by famous Sayeed Quadri featuring Ajay Devgn and Erika Kaar in the music video. This is first time in the career of Ajay Devgn where he is seen kissing his co-star onscreen. Music rights reserved by T-Series.


Darkhaast - Shivaay (2016)


Singer - Arijit Singh, Sunidhi Chauhan
Music - Mithoon
Lyrics - Sayeed Quadri


Darkhaast Lyrics

Iss qadar tu mujhe pyaar kar
Jisey kabhi na main sakoon
Phir bhula...

Zindagi laayi humein yahaan
Koi iraada toh raha hoga bhala

Ki darkhast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de (x2)

Raahon mein mere saath chal tu
Thaame mera haath chal tu
Waqt jitna bhi ho haasil
Saara mere naam kar tu

Waqt jitna bhi ho haasil
Saara mere naam kar tu

Ki armaan hai yeh
Guzaarish jaan hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de

Jo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)
Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de

Lamz jismon pe aise sajaaye
Baarishon se bhi woh dhul na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula de

Ho.. naksh lamhon pe aise banaaye
Muddaton se bhi woh mit na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula de

Hmm.. tujhse toh hoon main yun bohat mutassir
Par kya karoon main hoon ek musafir
Kaisi khushi hai jisme nami hai
Jaane tu ye ya jaane na, o...

Jo jazbaat hai yeh
(Jo jazbaat hai yeh)
Bade hi pak hai yeh
(Bade hi pak hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de

Jo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)
Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de

Tu meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de
Wo.. tu meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de, bhula de

Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de







Baca selengkapnya

Lyric Aaha Aaha - Sunidhi Chauhan

Aaha Aaha Lyrics from Final Cut of Director (2016) Movie

This song from upcoming film Final Cut of Director (2016) is composed by Monty Sharma, sung by Sunidhi Chauhan and the lyrics are written by Sameer starring Nana Patekar and Kajal Aggarwal. All rights reserved by Zee Music Company.

Singer - Sunidhi Chauhan
Music - Monty Sharma
Lyrics - Sameer

Aaha Aaha Lyrics

Aaha aaha aaha aaha aaha (x3)

iss dil ko samjhe jo (x3)
aisa dildar chahiye
ishq wafa jo de mujhko
aisa wafadar chahiye

aaha aaha aaha aaha aaha (x3)

iss dil ko samjhe jo
aisa dildar chahiye
ishq wafa jo de mujhko
aisa wafadar chahiye

aaha aaha aaha aaha aaha (x3)

tu hai zindagi meri
tu hai aashiqui meri
tu hai bekhudi meri jaane jaana
betaab dil ki chahat ko
tujhse hi umeeden hain
na todna ye dil jaane jaana

aaha aaha aaha aaha aaha (x3)

aaha �. aaha
raatein hai meri tanha
din mein bhi tanhaai
kat te nahi ye lamhe
teri jo yaad aayi
tanhaai baate jo aisa dildaar chahiye

aaha aaha aaha aaha aaha (x3)
tum jo kareeb aaye
armaan kayi hain jaage
teri mulakaaton ke toote kabhi na dhaage
jo na kabhi dhokha de
aisa dildar chahiye

tu hai zindagi meri
tu hai aashiqui meri
tu hai bekhudi meri jaane jaana
betaab dil ki chahat ko
tujhse hi umeeden hain
na todna ye dil jaane jaana

aaha aaha aaha aaha aaha (x3)


Baca selengkapnya

Baadal Song Lyrics - Akira (2016) - Sunidhi Chauhan | Lyricsman

Baadal Lyrics from Akira (2016) Movie

Here comes the second beautiful and heartening track from Hindi film Akira (2016). This song is composed by Vishal-Shekhar, sung in her lovely voice by Sunidhi Chauhan and the lyrics are written by Manoj Muntashir ft. Sonakshi Sinha, Konkona Sen Sharma, Anurag Kashyap. T-Series has acquired the music rights of this film. Akira is scheduled for worldwide release on 23 September 2016.


Baadal - Akira (2016)


Singer - Sunidhi Chauhan
Music - Vishal-Shekhar
Lyrics - Manoj Muntashir


Baadal Lyrics

Bheegi nahi aankhen bhi zamane se
Hai zindagi isi bahane se
Seeli seeli baarish aake toh bhar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de

Sehra sehra hoon main
Jal thal tu kar de
Ye aankhen baadal..
Ye aankhen baadal..

Ho meri chhat pe na aaya koi
Chandani ka saaya meri
Raaton se bach ke nikle
Neendon ke zakhire

Na koi rehbar hai
Na koi rehzan hai
Apne hi aansoo hain
Apna hi daaman hai

Khali khali shamein
Halchal tu bhar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de

Sehra sehra hoon main
Jal thal tu kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal, baadal..







Baca selengkapnya

Tu Zaroori Sa Lyrics - Zid (2014)

Tu Zaroori Sa Lyrics From Movie Zid (2014)


Zid (2014)

Song : Tu Zaroori Sa
Movie : Zid
Year : 2014
Singer : Sharib Sabri, Sunidhi Chauhan
Lyricist : Shakil Azmi
Duration : 02:50 Minutes





Aisa Laga Mujhe Peheli Dafa
Tanha Main Ho Gayi Yaara
Ho…
Aisa Laga Mujhe Peheli Dafa
Tanha Main Ho Gayi Yaara
Hoon Pareshan Si Main
Ab Yeh Kehene Ke Liye
Tu Zaroori Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye
Ho…
Tu Zaroori, Tu Zaroori
Sa Hai Mujhko, Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye
Zinda Rehene Ke Liye

Aisa Laga Mujhe Peheli Dafa
Tanha Main Ho Gaya Yaara
Hoon Pareshan Sa Main
Ab Yeh Kehene Ke Liye

Tu Zaroori Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye
Ho…
Tu Zaroori, Tu Zaroori
Sa Hai Mujhko, Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye
Zinda Rehene Ke Liye

Dharke Ankhon Mein Dil Mera
Jab Qarib Aoon Tere
M…
Dharke Ankhon Mein Dil Mera
Jab Qarib Aoon Tere
Ishw Ke Mauz Mein Aa
Aja Behene Ke Liye
Tu Zaroori, Tu Zaroori
Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye
A…
Tu Zaroori, Tu Zaroori
Sa Hai Mujhko, Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye
Zinda Rehene Ke Liye
Tu Zaroori…

Maangu Na Koi Asman
Do Sitaron Ka Jahan
Banja Tu Mera Hum Safar Na
Mujhe Chahiye Koi Mukam
Dil Hi Kafi Hai Tera
Mere Rehene Ke Liye

Tu Zaroori
Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye
Ho…
Tu Zaroori, Tu Zaroori
Sa Hai Mujhko, Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene…
Zinda Rehene…
Tu Zaroori, Tu Zaroori
Sa Hai Mujhko
Zinda Rehene Ke Liye

Tu Zaroori…


If you like the lyric of this song, we request you to share this lyric to your friends by Social Sites.

Put your valuable comments below, we appreciate your comments, Your comments will help us to improve this website in future
Baca selengkapnya